Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Youtube Ke Liye Intro Video Kaise Banaye

Tags: apne kare kaise

My readers ajj me apko batauga ki app Apne videos keliye beautiful intro video kaise banaye.Dosto apne youtube videos me dekha hoga ki video jab start hote hai tab youtube channel ka nam dikhai dete hai,Tou dosto is post me apko intro video ke bare me apko jankari denge.

Ajkal sabhi youtuber apne videos keliye intro video bnante hai taki unka videos dekhne me aur bhi badhiya lage.Agor app bhi apne viewers keliye video bana rahe hai tou app apne videos me intro video jarur add Kare.Tabhi apke videos log pasand karenge nahi tou apke videos dekhne me jyada badhiya nahi hoga.

  • Mobile Se Wifi Password Hack Kaise Kare
  • Mobile Ko LED Tv Se Connect Kaise Kare

Beautiful Intro Video Kaise Banaye

Sabhi youtuber apne videos ko behtar banane ki koshish karte hai taki log unke videos ko pasand kare sath me like aur share kare.Apke videos dekhne me jitney bhi badhiya honge apke channel ke subscriber utna he jyada honge.Me apko ek aise website ke bare me batauga jaha par apke youtube videos keliye intro video bana sakte.Us website me pehle he template diya huwa hai app koi bhi template select kar sakte hai.App us template ke jariye videos bana sakte hai.app kuch video free me bana sakte hai aur kuch video keliye pay karna padhega.app srift youtube keliye he nahi app apne business keliye bhi videos bana sakte hai.Ye video apke business,blog,website,youtube channel ka introduction karate hai.Tou chaliye dosto shikhte hai.

Step 1

Sabse pehle apne browser me search kijiye https://flixpress.com/ website open hone ke bad apko first register hona padhega.tou app register par click kare aur apke details fill kare.Apke email par ek verification links send hoga app us links ko verify kare.

Step 2

App flixpress site par account bana lene ke bad us site par login ho jaye.Login hone ke bad apko bahut sare free template dikhai dega.App kisi bhi template ka preview dekh sakte hai aur jou bhi template apko achha lage app uske upar click kare.

  • YouTube Video Download Kaise Kare Bina Software Ke
  • Apne Android Mobile Ko Tv Remote Kaise Banaye

Step 3

Abhi app jou template source kiya hai usko app customize karna hai.App apne blog name,website name,youtube channel ka name kuch bhi de sakte hai.Customize karne keliye customize par click kare.

Step 4

Sabhi template me alog alog ka design rehta hai me just example keliye apke samne ek template ka screen shot diya hu.Apke properties fill karne ke bad video quality select karke submit order par click kare.

  • Android Mobile Apps Kaise Banaye Janiye Hindi Me
  • Android Mobile Root Kya Hai Iske Faide Aur Nuksan

Step 5

Uske bad aur naya ek page open hoga app yes place other par click kare.

Step 6

Abhi app apne home page par jana hai waha par My Others ka options hai app us options par click karna hai.apne jou bhi videos apne other kiya hai apko sabhi video waha par dikhai dega.

  • YouTube Video Me Background Music Kaise Add Kare
  • Youtube Video Monetization kaise kare, Adsense se

Step 7

apne jou bhi video other kiya tha wo videos ko SD aur HD dono quality me download kar sakte hai.Video ko download karne keliye app more options par click kare, waha par click karte he video download ka options milega app apne video ko asanise download bhi kar sakte hai.

Tou dosto ek beautiful intro video free me kaise banate hai me apko iske bare me bataya.Agor app bhi apne business,Website,youtube channel keliye introduction video banane chahte hai tou app flixpress site par bana sakte hai.Agor apko mera post achha laga tou app share jarur karna taki dusere log bhi iske bare me shikh sake.

The post Youtube Ke Liye Intro Video Kaise Banaye appeared first on MyGyanBlog.



This post first appeared on MyGyanBlog, please read the originial post: here

Share the post

Youtube Ke Liye Intro Video Kaise Banaye

×

Subscribe to Mygyanblog

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×