Get Even More Visitors To Your Blog, Upgrade To A Business Listing >>

Blog Directory  >  Books & Literature Blogs  >  Yeh Shaam Shaam Zindagi books-and-literature Blog  > 

2016-04-21 19:02
Zindagi ke rastoon mainItni gard urti hayFaslay se daikhain tuKuch nazar nhi ataRah ki nishani bhiManziloon ke chehray bhiSab hi doob jatay hainGard ke samander mainJis jaga se niklay thayHa… Read More
2016-04-21 18:54
Tu mera naam na poocha karMain teri zaat ka hissa hoon.Main teri soch main shamil hoonMain teri neend ka qissa hoonMain terey khuwaab ka hasil hoonMain teri yaad ka mehwar hoonMain teri sans… Read More
2016-04-21 18:48
Aaj ki raat bohat sard bohat kali haiTeergi aisay lipti hai hawa e ghum sayApnay bichray huay sajan say mili hai jesayMashal e khwab kuch is taur bujhi hai jesayDard nay jagti aankhon ki cha… Read More
2016-04-21 18:26
Mujhay us say yeh kehna thaTumhi to ho, meray dil nayJisay dekha tha khwabon mainJisay manga duaon mainThi dil ko aarzuu jis kiMujhay thi just-o-ju jis kiTumhi to ho, Tumhi to hoMagar kesay… Read More
2016-04-17 00:44
Main khayal hoon kisi aur ka, mujhay sochta koi aur haiSar e aaina mera aks hai, pas e aaina koi aur haiMain kisi ke dast e talab main hoon to kisi ke harf e dua main hoonMain naseeb hoon ki… Read More
2016-04-16 00:11
Meray ghar say teray dyar takYeh musafatain raheen umr bharKeh bohat taweel thay rastayKeh bari kathin thi raahguzarMeray humnafs mujhay bhool jaMujhay chor day meray humsafarMain hoon paa s… Read More
2016-04-09 10:05
Mauj der mauj hawaDur kashti main diyaMausam e khwab numaBaadbaan khol diyaShaam hota hua dinRaat hoti hui shaamShaam aur raat ke beechHum kahin mehv e kharamUska simta hua jismMeray phailay… Read More
2015-10-07 13:50
Mera tamam fun meri kawish mera ryazIk na tamam geet kay misray hain jin ke beechMaani ka rabt hai nakisi qaafiye ka mailAnjam jis ka tay na hua ho ik aisa khailMeri mata bus yehi jadu hai i… Read More
2015-10-07 12:31
Us ko juda huay bhi zamana bohat huaAb kya kahain yeh qissa purana bohat huaDhalti na thi kisi bhi jata se shab e firaqAye marg e nagahaan tera aana bohat huaHum khuld se nikal to gaye hain… Read More
2015-10-07 09:18
Jang haari jeet bhi sakti hoonAik mohra abhi to raaz main haiJeet baqi hai maat baqi haiAik aansu abhi mahaaz pay haiAik aansu bhi mauj pay rakh doonDoob jaey gaa darya main daryaRaakh ho ja… Read More
2015-10-07 08:20
Mohabbat bakhsh daiti haiKabhi ra'anaiyan aisiKay jaisay dhoop kay hotayKabhi badal baras jayeKay jaisay bin kahay koiKahin dil main utar jayeKahin pariyon ki waadi mainBaray say takht per b… Read More
2015-10-07 08:14
Haan Abhi Soch LayFaislon Ka SafarLafz Ki Narm Chaon Mein Kat'ta NahinAur SunFaislon Ki Nadamat Say Takleef Deh Koi Bhi Dukh NahinJitnay Khadshay Meray Saath Chalnay Mein HainIs Dorahey Pey… Read More
2015-10-05 11:45
Yeh aath pehron shumar kya hai?Keh saat rungon ke is nagar mainJehat shash hainHawaas khamsaChahaar mausamZaman salasaJahan do hain"Khuda hai wahid"Khuda e wahid __ !Yeh teri bay-unt wusaton… Read More
2015-10-05 11:34
Mohabbat jab bhi hoti haiSitara waar hoti haiBisat e waqt se bahirAbad ke paar hoti haiMohabbat jab bhi hansti haiKahin bijli chamakti haiKahin badal barashtay hainHawa nazmain likhti haiZam… Read More
2015-10-05 11:31
Kahan hai simt e guman woh jahan e jaan parwarKeh jis ki sash-jeheti ka fasoon e chashm kushaDilon main phelta hai manzilon main phelta haiJahan sukhan hai sama'at, nazar hi manzar haiJahan… Read More
2015-10-05 11:27
Main wohi qatra e bay-bahr wohi dasht e nawardApnay kandhon pe uthaaey huay sehra ka talismApnay seenay main chupaey huay sailab ka dardToot ker rishta e tasbeeh se aa nikla hoonDil ki dhark… Read More
2015-10-05 11:14
Raat orrhay huay aai hai faqeeron ka libasChaand kashkol e gadaai ki tarah nadim haiDil main dehkay huay nasoor liye betha hoonYehi masoom tasawur jo tera mujrim haiKaum yeh waqt ke ghoongha… Read More
2015-10-04 15:00
Woh jo hum-rhi ka ghuroor tha wo sawad e raah main jal bujhaTu hawa ke ishq main ghul gya main zameen ki chah main jal bujhaYe jo shakh-e-lab pe hajoom-e-rang-e-sada khula hai gali galiKahee… Read More
2015-10-04 13:07
Meri basti ke logon ne sitaray toot'tay dekhayTo rab say ye dua mangi..Khudaya ab ke sawan mein bhaley barsaat kam dena,Koi saughaat mat dena,Magar itna karam karna..Usay wapas bula lena..Ke… Read More
2015-08-27 00:09
Zameen kesi lagay gee, aasman kesa lagay gaHamare baad tumko yeh jahaan kaisa lagay gaThakay hary huay suraj ki bheegi roshni mainHawaaon say ulajhta baadbaan kesa lagay gaJamay qadmon ke ne… Read More
2015-08-26 23:29
Dil girafta hi sahi, bazm saja li jaeyYaad e janan se koi shaam na khali jaeyRafta rafta yehi zindan mein badal jate hainAb kisi sheher ki bunyaad na daali jaeyMushaf e rukh hai kisi ka keh… Read More
2015-08-26 19:25
Meray saal-e-guzashtaTeray daaman meinMeray ashkon ki dolat haiMeri aahon ke naghmay heinMeri subhon ke saray rang Aur mehjoor raaton keKai bey faiz sapnay heinMeray saal-e-guzashtaTu ne apn… Read More
2006-06-07 11:16
Wafoor e kaif say dil itna bay qarar na ho Main dar raha hun ke muztar nigah e yar na ho Shareek e ishq agar aqal parda dar na ho Nazar ke samnay kuch bhi siwae yar na ho Nigah e yaar ka mum… Read More
2006-06-07 11:16
Raheen e khauf na waqif e haras rehta haiMagar yeh dil hai ke aksar udas rehta hai Yeh sanwali si fizaen yeh be charagh nagarYaheen kaheen woh sitara shanas rehta hai Usi ko orrh ke soti hai… Read More
2006-06-07 11:16
Hansi Labon Pay Sajaaey Udaas Rehta Hai Ya Kaun Hai Jo Mery Ghar Ke Paas Rehta Hai Yeh Aur Baat keh Milta Nahee Koi Us Say Magar Woh Shakhs Sarapa Sipas Rehta Hai Jehan Pay Doob Gya Meri A… Read More
2006-06-07 11:16
Hamaray baad chali rasm e dosti keh nahinHawa ki zad pe koi shama phir jali keh nahin  Bichar ke jab bhi milay mujh se puchta hai wo shakhsKeh in dinon koi taza ghazal hui keh nahin Sun… Read More

Share the post

Yeh Shaam Shaam Zindagi

×

Subscribe to Yeh Shaam Shaam Zindagi

Get updates delivered right to your inbox!

Thank you for your subscription

×